Love in Lyon
This is the story i found in my yahoo mail archives
EK PUNJABAN AUR DO PUNJABIYON KI DARDNAK PREM KAHANI
ek zamane ki baat hain, ek punjaban
thi..........matlab punjaban jaisi lagti
thi...punjaban jaisi aankhein, punjaban jaise baal,
punjaaban jaisa chehra, punjaban jaise baal, punjaban
jaise hoth, punjaban jaise nak-naksh, punjban jaisi
figure(ahemmmm.............).............
par ek fight thi..........uska naam tha Vivian....aur
voh brasil ki rehne vaali thi........
par galti se do punjabi viz sahil aur "Bhavan Deep
Singh Sandha Bunny" usse prem kar baithe......use
punjaban samajh ke...........
kya amar prem tha voh........na hi himmat thi aur na
hi aukat thi baat karne ki(aukat hoti bhi to kya
karte, voh donon bas punjabi jaante the aur voh
punjaban bas portuguese jaanti thi).....
bahut lambi prem gatha chali.....yeh tha bina shabdon
ka prem, bas donon punjabi saara din us punjaban ko
dekh ke mand mand muskurate rehte aur ek doosre ki
lete rehte...........
To kahani class room se lekar mess tak, hostel
corridors se lekar bathrooms tak jaa pahunchi, par
punjaban ne kabhi unki taraf mud ke bhi na
dekha........
Donon punjabi true punjabi the. With a punjabi heart
in their hearts, a punjabi head in their heads, a
punjabi body in their bodies and a true punjabi
spirit, they led the charge...punjaban ke saamne donon
ki french aur english gul ho jaati thi aur bas punjabi
shuru ho jaati thi, bas ek hi cheez muh se nikalti
thi.........."haiiiiiii punjabannnnnnnnnnnnnnn"
us punjaban ko paane ke liye unhone kya kya papad
nahin bele, donon punjabiyon ke beech mein deevar
khadi ho gayi....aur is deevar mein darar voh punjaban
hi la sakti thi.......
ek din brasil se ek gabhru aaya.....kan, nak, thobda,
shakal, aawaz, bhasha aur sabse zyada body se poora
brasilian lagta tha..........aur usne punjaban ko
pyaar se hothon pe kiss kiya..........
natija yeh hua ki donon punjbiyon ne shaam ko ek
doorse ko daroo pilayi......aur isi tarah EK PUNJABAN
AUR DO PUNJABIYON KI PREM KAHANI KA YEH DARDNAK ANT
HUA

0 Comments:
Post a Comment
<< Home